Wellcome to Ammi ke khane !
Ghar ka khana,ammi ke haathon ka swaad -yahi hai hamare channel ka maqsad!
Yahan ap ko milegi asli desi recipes, traditional Indian khane, aur woh bhi eak pyari Ammi ke special andaazmein,.Har video mein hai eak kahani ,eak yaad, aur eak naya swaad
Subscribe karke jud jaaiye hamare khaas swad ke sath - jahan har recipe mein hai maa ke hathon ka pyaar