Assalam-o-Alaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu 🤲
Ye channel Islam ki khoobsurat taleemat ko aam karne ke liye banaya gaya hai. Yahan aapko milay ga:
✅ Quran o Hadees ki roshni me rehnumai
✅ Islami kahaniyan aur naseehat
✅ Zikr o Azkaar aur Duain
✅ Islami maloomat aur Deeni sabaq
Hamara maqsad sirf Allah ki Raza hasil karna hai aur logo ke dilon me Deen-e-Islam ki muhabbat paida karna hai.
Agar aap bhi apni zindagi ko Quran o Sunnat ke mutabiq guzarne chahte hain to ye channel aapke liye hai.
📢 Subscribe karein aur Imaan ki roshni phailane me hamara saath
Nore-e-Hidayat
Mashallah
5 months ago (edited) | [YT] | 5
View 1 reply