Madina Tun Nabi01

🌹 Madina Tun Nabi – Islamic Naat Shorts 🌹

Is channel par aapko Mashhoor Sana Khawan Muhammad Hassan Raza Qadri ki roohani aur dil ko sukoon dene wali Naat Sharif ke Shorts Videos milte hain. Unki meethi aawaz dil ko noor se roshan karti hai aur Ishq-e-Rasool ﷺ ka jazba taza kar deti hai. ✨

Mera maqsad hai ke Hassan Raza Qadri ki khoobsurat naats zyada se zyada doston aur musalmano tak pohanchain, taake sab mil kar ishq aur mohabbat-e-Rasool ﷺ se apne dil ko roshan kar saken. 💚

👉 Yahan aapko milega:
✅ Short Naats (1 min videos)
✅ Muhammad Hassan Raza Qadri ke kalam
✅ Roohani sukoon aur ishq-e-Rasool ﷺ ka paigham

📌 Agar aap Hassan Raza Qadri ki naat sharif ke chahne wale hain to ye channel aapke liye hai.
Madina Tun Nabi – jahan har lafz sirf Ishq-e-Rasool ﷺ ke naam. 🌙

🔔 Channel ko subscribe karein aur har naye short ke saath roohani mehfil ka hissa banein. 🤲




Madina Tun Nabi01

Aap ka Favorite Kalam kon sa hai

4 months ago | [YT] | 43

Madina Tun Nabi01

Assalamualaikum ❤ Happy Birthday Dear Hassan ☺ Allah paak aap ko haesha khush rakhe sehat o afiyat wali lambi zindagi ata farmaey or hamesha aap ko apni remat k saey mein rakhe 🥰Har qadam par aap ko kamiyabiya ata farmaey aaj ka or ane wala har din aap k liye mubarak ho Ameen summa ameen
‪@MuhammadHassanRazaQadri‬ ‪@y.zulekha‬

8 months ago | [YT] | 92

Madina Tun Nabi01

اللہ پاک اس رمضان کے صدقے ہم سب کی دعائیں قبول فرماۓ آمین ❣

11 months ago (edited) | [YT] | 72

Madina Tun Nabi01

السلام و علیکم ❤️کیسے ہیں آپ سب اللہ پاک اس رمضان کے صدقے ہم سب کی دعائیں قبول فرماۓ آمین
‪@MuhammadHassanRazaQadri‬‪@y.zulekha‬‪@AhmadJamm-i1r‬

11 months ago (edited) | [YT] | 71