✨ Bajrangi Das | Bhakti aur Shraddha ka Safar 🚩
“Bajrangi Das” ek bhakti se bhara hua YouTube channel hai jahan har video mein Bhagwan ke darshan aur unki mahima ko mehsoos kiya ja sakta hai 🙏
Yahan aapko milengi bhakti videos, mantras, bhajans, aur divine shorts, jo aapke mann ko shanti aur shraddha se bhar denge 💫
Har video ek prerna hai — Bhagwan ke charanon mein samarpit ek chhoti si koshish ❤️
Channel ko subscribe karein aur bhakti ke is safar mein humare saath judein 🚩
Jai Shri Ram | Jai Bajrangbali 🙏
🚩 बजरंगी दास 🚩
Happy Diwali To All 🎇🪔
4 months ago | [YT] | 3
View 0 replies
🚩 बजरंगी दास 🚩
Sab jaante hain ki Hanuman ji Surya dev se vidya lene gaye the. Lekin ek chhupi baat hai –
Jab Hanuman ji Surya dev ke rath ke saath-saath chal kar unse shiksha le rahe the, tab ek din Surya dev ne unse kaha:
“Vatsa, main tumhe apni poori vidya de chuka hoon. Tumhari buddhi, bal aur gyaan apaar hai. Lekin main tumhe ek aur vardan deta hoon jo tumse alawa kisi ko nahi pata hoga.”
Surya dev ne kaha –
“Jab bhi tum kisi aisi sthiti me hoge jahan na bal kaam aayega, na buddhi, tab tumhe sirf apne mann ko Surya ki kiranon par sthir karna hoga. Us samay tumhe ‘tej’ ka aisa bal milega jisse andhkaar bhi tumhe chhoo nahi paayega.”
Isliye Hanuman ji ko “Brahmatej” ka ek gupt vardan mila tha, jo unki antar-shakti ka ek rahasya hai. Is baat ka ullekh bade granthon me spasht nahi milta, lekin lok parampara me kuch sant aur katha-vachak is rahasya ko jaante hain.
4 months ago | [YT] | 7
View 0 replies
🚩 बजरंगी दास 🚩
Jai Maa Shailputri 🙏🙏
5 months ago | [YT] | 2
View 0 replies
🚩 बजरंगी दास 🚩
Har har mhadev | mai ab monday se video daalunga abhi nhi daal skta bcoz busy | bye
7 months ago | [YT] | 5
View 0 replies
🚩 बजरंगी दास 🚩
Jai shree ram | क्षमा करिये हम कुछ दिनों से कुछ भी नही डाल रहे | पर कल से पका डालेंगे | whatsapp.com/channel/0029Vb6XgFX7j6g6tBkn4B0R इस को फॉलो करलो
7 months ago | [YT] | 15
View 0 replies