✨ HD Adarsh Vlogs – Real Life, Real Emotions ✨

Main hoon Adarsh – ek papa, ek cricketer by heart, aur ek office guy.
Yeh vlog hai meri life ki ek real journey – subah cricket, din bhar kaam, aur shaam meri pyaari beti Shree ke saath emotional moments. 👶🏏💼

Kabhi masti, kabhi jazbaat – sab kuch milega yahan, bina filter ke, dil se.
🎥 Subscribe karo aur chalo jeete hain har din ko HD mein! 🙏🙏


HD Adarsh Vlogs

Team India ne aakhri match jeet kar dikhaya ki jab tak Men in Blue maidan mein hain,
series chahe draw ho jaaye, lekin himmat kabhi haar nahi sakti! 💪🏏
Dil se badhai ho is zabardast comeback ke लिए!
Agli baar series bhi jeetenge — aur duniya yaad रखेगी! 🌍💙
#IndiaFightsBack #TeamIndia #MatchWinner #NeverGiveUp

6 months ago | [YT] | 10

HD Adarsh Vlogs

आज है मेरी लाइफ की बॉस का बर्थडे — मेरी सुपरवाइफ का
जो बच्चे को, घर को और मुझे — तीनों को एकसाथ संभालती है, वो भी बड़े स्टाइल में! 😅
केयरिंग भी है, लविंग भी है... और गुस्से में थोड़ी खतरनाक भी 😬
लेकिन मैं इसे उतना ही प्यार करता हूँ जितनी बारिश की बूंदे 😍🍰
हैप्पी बर्थडे
Apka दिन भी apki तरह खूबसूरत, फुलऑन और थोड़ा क्रेज़ी हो
चल अब जल्दी केक काट लो, कहीं बेबी उठ न जाए 😂❤️🎂"

6 months ago (edited) | [YT] | 26