Dosto is channel me aapko ab sirf meri hi awaaz me naat nazam nasheed manqabat sunaya jaayga lekin wo sab kalam mera nahi balki hamari ye koshish hai ke purane zamane ke jo mashhoor shayar aor naat khwaan the unke kalaam ko apni awaaz me aapke saamne pesh karun
ab kuch hazrat aise hain jinko purana purana kalaam bahut pasand hai aor unko sunne ke baad purani yaaden taza ho jaati hain isliye unka khyal karte huwe bhi mai ne ye kadam uthaya hai
meri kya haisiyat k mai unki nakal kar sakun lekin jahaan tak ho sake purana lehja me hi kalaam pardhne ki koshish karunga bas aap sab watch kiya karen
agar aap hamari awaaz wali naat nazm ko headphone ke zariye sunenge to aapko bahut sukoon milega ye mera apna tajruba hai isliye mai aap sab se request karta hun k agar aap tanhai me headphone laga ke sunenge to aapko bahut achha lagega balki nind bhi aa sakti hai
aap se guzarish hai k hamari is mehnat ko like kiya karen aor channel me continue bane rahen thanks a lot
Shared 2 months ago
94 views
Shared 3 months ago
198 views
Shared 3 months ago
101 views
Shared 3 months ago
149 views
Shared 3 months ago
133 views
Shared 3 months ago
203 views
Shared 3 months ago
28 views