Mein 4 baton ki nasihat sab ko karti hun aur khud bhi amal karene ki koshish karti hun 1 baat namaz padho 2 baat maqsad jo hai use hasil karne mein mehnat karo 3 baat sabr karo ye sabr Allah par bharosa rakhne waalon ke andar had se jyada hota hai 4 baat sach bolo lekin jahan ghar ujadne ka dar ho ghar basane ke liye Allah jhooth ko maaf kar sakta hai lekin janhan tak ho jhooth bolne se bachna chahiye....
Mein singing karti hun wo bhi logon ko use ke bhasha mein allah ki raah mein lane ke liye mere video mere post mere video pe comment se aap sab dekhkar padhkar samjh jayenge mein koi behuda gaana gati hun na behuda post ya video aaj ka daur fitnon ka daur hai logon ko sahi disa mein lane ke liye sakhti ka rasta nahi balke usi ke tarah thoda bahut ban kar sudharne ki jarooat hai aur neki ka rasta dikhane ki zaroorat hai.
Insan ka sab kuchh khatm ho jaata hai lekin uska achha kaam achha akhlak ko sab yaad karte hain use duaein dete hain jis se sab khush us se rab khush🤗❤️💫🤲🏻❣️🙂