Assalamu Alaikum ❤️

Mera Naam Mohammad Tausif hai aur
Is channel par aapko milegi Islamic Qawwali Mukabla,
jisme mashhoor aur naye Qawwalon ke darmiyan zabardast muqable,
Hamd, Naat, Manqabat, Khawaja Gareeb Nawaz aur Maula Ali (A.S.) ki shaan me Qawwaliyaan pesh ki jaati hain.

Hamari koshish hai ke Deeni Mohabbat, Roohani Sukoon aur Sufi Rang ko har ghar tak pahunchaya ja sake.
Yahan aap dekhenge:

🎤 Live Qawwali Mukabla

🕌 Islamic & Sufi Qawwaliyaan

❤️ Mohabbat aur Imaan se bhari Awaaz

🔥 Zabardast Muqabla Performance

Agar aapko Islamic Qawwali aur Sufi Kalaam pasand hai to
Channel ko Subscribe karein, video ko Like aur Share zaroor karein.

Shukriya – Allah aapko khush rakhe 🤲